Hemant-da - A genius in his niche #84 ------------------------------------- A non-film patriotic song by Hemant Kumar and family. Bela Mukherjee is Hemant Kumar' wife. Ava Bannerjee is her sister. Samaresh Roy is a close friend, singer and music arranger(for the movie "Rahgir" among others) for HemantK. \startsong \stitle{qaum kii Kidamat me.n raho} \film(Non-film} \year{1947} \starring{} \music{Hemant} \lyric{} \singer{Hemant, Bela, Ava Banerjee, Samaresh Roy} % %Contributor: Prithviraj Dasgupta %Transliterator: Prithviraj Dasgupta %Date: Jan 26, 2002 %Availability: AFAIK only on 78 rpm % %printtitle #indian % he/be: qaum kii Kidamat me.n raho miTane ko taiyaar sab: marane ko taiyaar raho miTane ko taiyaar raho ba.Dane ko taiyaar raho marane ko taiyaar s: aapas ke fasado.n ko miTaanaa hii pa.Degaa aa: ye zulm ki tahadii ko haTaanaa hii pa.Degaa s/be: vo qaum nahii jisame naa ho ba.Dane kaa aramaan sab: marane ko taiyaar raho miTane ko taiyaar raho ba.Dane ko taiyaar raho marane ko taiyaar he: ma.ndir ne pukaaraa tumhe masajiid ne pukaaraa allaah ne pukaaraa tumhe iishvar ne pukaaraa he/be: azaad vatan ke li_e validaan ho jaanaa azaad vatan ke li_e qurbaan ho jaanaa sab: marane ko taiyaar raho miTane ko taiyaar raho ba.Dane ko taiyaar raho marane ko taiyaar he: ved me.n quraan me.n to ek baat hai.n inasaan ke Kidamat se ba.Daa kaun kaam hai.n s: inasaan ke Kidamat me karo bheT zi.ndagii aapas ke fasaado.n se karo bheT ba.ndagii sab: marane ko taiyaar raho miTane ko taiyaar raho ba.Dane ko taiyaar raho marane ko taiyaar #endindian \endsong