\stitle{chho.D chale aaj hamaare raam ayodhyaa} \movie{Ayodhapati} \year{1956} \starring{Abhi Bhattacharya, Usha Kiran} \singer{Hemant Kumar} \music{Ravi} \lyrics{S. K. Deepak} % %Contributor: Prithviraj Dasgupta %Date: Dec 3, 2000 %Transliterator: %Credits: %Editors: %Comments: \printtitle % #indian chho.D chale aaj hamaare raam ayodhyaa chho.D chale banavaasii ban raaj dulaare sab se naataa to.D chale mukh mo.D chale aaj hamaare raam ayodhaa chho.D chale chalaa raam kaa sevak banakar lachhman jaisaa bhaa_i chalii jaanakii banake apane priitam kii parachhaa_ii nar\-naarii pashu pa.nchhii sab kaa man ye kulaasaa chho.D chale mukh mo.D chale aaj hamaare raam \threedots jaise bachha.De chhin jaane par dekhaa karatii ga_iyaa vaisii hii ro ro kar dekhe.n raam\-lakhan ko maiyaa maayaa mamataa mahal moh in sab se naataa to.D chale mukh mor chale aaj hamaare raam \threedots lakshhman binaa mahal hai suunaa siitaa binaa raso_ii raam binaa hai suunii ayodhyaa saarii parajaa ro_ii chho.D ke kaliyaa.N kii galiyaa.N kaa.NTo.n se naataa jo.D chale mukh mo.D chale aaj hamaare raam \threedots #endindian \endsong