bahaaro.n se puuchho

After a series of geets on the series, a duet film song this time. A typical Hemant Kumar composition with not much movement in the notes. The MD-lyricist combination of Hemant Kumar-Bharat Vyas is not a very common one in HFM.

he: bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho
dil kyo.n divaanaa meraa ho gayaa
laakh samhaalaa magar kho gayaa
la: bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho
dil kyo.n divaanaa meraa ho gayaa
laakh samhaalaa magar kho gayaa

la: tu bhii divaanaa sanam mai bhii divaanii
ulafat kii ye ajab kahaanii
la: tu bhii divaanaa sanam mai bhii divaanii
he: ulafat kii ye ajab kahaanii
la: meraa dil teraa kaise ho gayaa
la/he: lakh samhaalaa magar kho gayaa

he: ba.Dane lagii hai.n ab beqaraarii
la: miTane lagii hai.n nii.nd hamaarii
he: dil ko naa jaane kyaa ho gayaa
la/he: lakh samhaalaa magar kho gayaa \threedots

Availability: Fashion/Hill Station EMI CDF 120390

-Prithviraj


[0-19] [20-39] [40-59]

Back to the main archives page