suune pa.nghaT pe biitii

The song on the flip side of "mastii hain chhaaii"(#43) 78 rpm.

suune pa.nghaT pe biitii hu_ii raat ko
vo mastii me Dubii hu_ii baat ko
haay dil se jo tumane bhuulaayaa
bolo bolo kyaa sukh tumane paayaa

meraa ghar aa_ii thii tum basaane
ga_ii phir miTaakar kyo.n na jaane
yuu.N hasaakar jo hamako ruulaayaa
bolo bolo kyaa sukh tumane paayaa

ham se birahaa the a.njaan pyaarii
diyaa tumane hai.n ye daan pyaarii
hamako basakar uja.Danaa sikhaayaa
bolo bolo kyaa sukh tumane paayaa


[0-19] [20-39] [40-59]

Back to the main archives page